study related
Mera padhai me man nahi lag raha hai me kya karu? muje kis dev ki puja karni chaiye? me kis mantra ka jaap kru? koy grah dosh hai to uska upay bataiye guruji
Asked by B*****a in Career & Job Opportunities
1 Answer
hanuman ji ki aradhna kariye aur old logo ki sewa kijiye. Padhai me man lagega. There will not be a problem. more good time for studies will start in July 2024
— Raveesh (Astrologer)